Lakhon Tare Aasman Mein Magar Song
Movie: Hariyali Aur Rasta (1962)
Singer: Mukesh, Lata
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lakhon Tare Aasman Mein Magar Song
Lakhon tare, aasman mein,
ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali,
Dekhke duniya ki diwali,
dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Lakhon tare, aasman mein,
ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila
Qismat ka hai, naam magar hai,
Ek magar dhoondhe na mila
Qismat ka hai, naam magar hai,
kum hai yeh duniya waalon ka
Phoonk diya hai chaman humare
Phoonk diya hai chaman humare
khwaabon aur khayalon ka
Ji karta hai khud hi ghonth de,
Ji karta hai khud hi ghonth de,
apne armaano ka gala
Dekhke duniya ki diwali,
Dekhke duniya ki diwali,
dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Sau-sau sadiyon se lambi yeh,
Sau-sau sadiyon se lambi yeh,
ghum ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage ab,
Is andhiyaare ke aage ab,
ayi dil ek nahin chalti
Hanste hi lut gayi chaandni,
Hanste hi lut gayi chaandni,
aur uthte hi chaand dhalaa
Dekhke duniya ki diwali,
Dekhke duniya ki diwali,
dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Maut hai behtar is haalat se,
Maut hai behtar is haalat se,
naam hai jiska majboori
Kaun musaafir tay kar paaya,
Kaun musaafir tay kar paaya,
dil se dil ki yeh doori
Kaantho hi kaantho se guzra,
Kaantho hi kaantho se guzra,
jo raahi is raah chala
Dekhke duniya ki diwali,
Dekhke duniya ki diwali,
dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Lakhon tare, aasman mein,
Lakhon tare, aasman mein,
ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali,
Dekhke duniya ki diwali,
dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Follow Us on Social Media