Search Your favourite Song from Thousands of Collection

Main Kaun Hoon Song-sung by Meghna Mishra Video | from Secret Superstar (2017) Lyrics

Main Kaun Hoon Song-sung by Meghna Mishra | from Secret Superstar (2017)
Singer: Meghna Mishra
Lyrics: Kausar Munir
Music: Amit Trivedi

Starring:
Release on: 19 October 2017
Music Label: Zee Music Company


 
Main Kaun Hoon Lyrics

Koi yeh bata de main hoon kahaan
Koi to bata de mera pata
Sahi hai ke nahi meri yeh dagar
Loon ke nahi main apna ye safar


Darr lagta hai sapno se
Kar de na yeh tabaah
Dar lagta hai apno se
De dein na yeh dagaaMain chand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar


Koi ye bata de main kaun hoon?
Kyun hoon main, kya hoon?
Main kaun hoon?
Yaqeen hai ke nahi
Khud pe mujhko kya?
Hoon ke nahi main
Hai farak padta kya?

Kiske kandhon pe roun
Ho jaaye jo khataa
Kisko raahon mein dhoondun
Kho jaaye jo pataa

Main chaand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar

Main sach kahun ya chup rahun
Dil khol doon ya tod doon
Main hadd karun ya bass karun
Main zidd karun ya chhod doon

Main chaand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar

Hey…

Main kaun hoon…?

Top Post Ad

Below Post Ad