Search Your favourite Song from Thousands of Collection

Shehar Ki Pariyon from Jo Jeeta Wohi Sikander (1992) | Udit Narayan, Sadhana Sargam |Video & Lyrics

Shehar Ki Pariyon Hindi Song
Movie: Jo Jeeta Wohi Sikander (1992)
Singer : Udit Narayan, Sadhana Sargam
Music : Jatin-Lalit.
Lyrics: Majrooh Sultanpuri



Shehar Ki Pariyon Hindi Song Lyrics

 Shehar ki pariyon ke peeche
Jo hain deewane hey hey
Shehar ki pariyon ke peeche
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari sadagi ka rang kya jaanein
Arre haan! aaha aaha dildar bewafa

Jo nahi samjhe ke hum hain
Kiske deewane hey hey
Woh hamari aashiqi ka rang kya jaanein
Arre haan! aaha aaha samjho na meri jaan

Koyi hoga hasin, kam to hum bhi nahi
Dekho zara nazar bhar ke
Itna udo nahi, ho na aisa kahin
Na idhar ke raho na udhar ke
Koyi hoga hasin, kam to hum bhi nahi
Dekho zara nazar bhar ke
Itna udo nahi, ho na aisa kahin
Na idhar ke raho na udhar ke
Shehar ki pariyon ke peeche
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari sadagi ka rang kya jaanein
Arre haan! aaha aaha dildar bewafa

Aaja, na na
Aaja meri baahon mein, tu jaana nahi re
Na na
Aaja meri baahon mein, tu jaana nahi re
Na na

Yahan to bade bade, lut gaye khade khade
Bach ke woh bhi kahan jaayenge
Sun ke meri sada, chhod ke naaz-o-ada
Kachche dhage mein bandh aayenge
Yahan to bade bade, lut gaye khade khade
Bach ke woh bhi kahan jaayenge
Sun ke meri sada, chhod ke naaz-o-ada
Kachche dhage mein bandh aayenge
Jo nahi samjhe ke hum hain
Kiske deewane hey hey
Woh hamari aashiqi ka rang kya jaanein
Arre haan! aaha aaha samjho na meri jaan

Shehar ki pariyon ke peeche
Jo hain deewane hey hey
Woh hamari sadagi ka rang kya jaanein
Arre haan! aaha aaha dildar bewafa
Aaha aaha samjho na meri jaan
Aaha aaha dildar bewafa
Aaha aaha samjho na meri jaan