Piya Aa - Haseena Parkar (2017) lyrics
Singers: Sunidhi Chauhan
Lyrics: Vayu
Music: Sachin-Jigar
Star Cast: Shraddha Kapoor, Siddhanth Kapoor, Ankur Bhatia
Music Label: Saregama
Piya Aa - Haseena Parkar (2017) lyrics
O…
Kab tak karun main tera intezaar
Arey…
Kab tak karun main tera intezaar
Aayega aayega lekar tu pyaar
Itni bhi der na karna meri jaan
Itni bhi der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana
Aaa aa…
Piya aa…
Itni bhi
der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana deewana
Piya aa…
Dil ye
kare na kisi ki ghulami
Dil ye
kare na kisi ki ghulami
Phir bhi meri jaan le meri salaami
Dariya se moti chura le ke aa tu
Ishq ki de ja mujhe tu nishani
O.. itni
bhi der na karna
Itni bhi der na karna
Nishani de jaaye koi deewana
Aaa aa… piya aa…
Piya aa…
Itni bhi
der na karna
Ki le jaye dil aur koi deewana deewana
Piya aa...
Follow Us on Social Media